1 dafa badshah AALAMGIR ne apne nokar MOHAMMAD HASAN ko hasan keh kr bulaya to aap ka nokar aap k liye wazo ka pani ley kr aaya kisi ne pocha tm ko kese pata chala k BADSHAH ko wazo ki hajat ha nokar ne jawab diya "BADSHAH ki aadat ha k wo bagair wazo k MOHAMMAD ka nam nahi leta jb badshah ne muj ko sirf HASAN keh kr pukara to me samaj gaya k BADSHAH ka wazo nahi ha or me wazo ka pani le aaya.
(SUBHAN ALLAH)
Kash k hm ko b NABI PAK ka aisa adab hasil ho.