Showing posts with label Poetry SMS. Show all posts
Showing posts with label Poetry SMS. Show all posts
Tery wajood se hain meri zindgi ki ronakain sari,
Dost,
K Tere bad apni dunia ko hum weeran likhty hain...!

Saza ye hai k Aankhon se Cheen Li Neendein,
<=="FARAZ"==>
Jurm ye tha k un k sath Jeenay k Khuwab dekh bethey....

Wo To Barish ki Boonden Dekh Kar Bohat Khush Hota He,,
¤WASI¤
Usy kya Maloom Girny Wala Har qatra Paani Nahi Hota...!

Her Gira Hua phool wafa ka nahi hota*
Her Utha Hua Hath Dua ka Nahi Hota*
Bujh jate hain Diye Aksar Khud hi *
****faRaz****
Her Bar Qasoor Hawa ka nahi hota.
~Agar tu mera hai to MUJH pe Mehrban kiyun nahi
"GALIB"

Kia tujy khabar nahi bin tery kitna UDAS rehta hon main....
Bina dard k aansu bahaey nhi jaty
Bina pyar k rishty nbhay nhi jaty
Zindgi ma aik bat yad rkhna ay dost
Ksi ko rula k apne spny sajay nhi jaty...!

Bina dard k aansu bahaey nhi jaty
Bina pyar k rishty nbhay nhi jaty
Zindgi ma aik bat yad rkhna ay dost
Ksi ko rula k apne spny sajay nhi jaty...!

"GHAZAL"
Khushyan milain tmhy qdm ba qdm. . . .
Khuda ki Qasam
GHAZAL khatam :-)
Acha chalo 2ri GHAZAL:
Chahen gy tmko dil o jan sy hm . . .
Khuda ki Qsm
ye GHAZAL b khtm
Acha last time
Tujhe khushi mily her su her dam
Jo krna hai kr lo . . . .
Yeh GHAZAL b khatam ; )
* *badnasseeb* *
Suno!

Mujhe Rona Nhi Aata.
Mujhe Khona Nhi Aata.

K Tum Bin Jeena Mushkil Hai.
Jo Dard Tum Dena Chahte Ho Mujhe Sehna Nhi Ata.

Tum To Reh Lo Ge Saath Kisi Aur K Mgr.
Main Kya Krun K Mujhe RASTA Badalna B Nhi Ata.

Tum To Waaqif Ho Andaz.E.Guftugu K.
Mujhe To Baat Krne Ka Salika B Nhi Ata.

Tum To Jeet Jate Ho Larr Jhagar Kr B.
Dekho Mujhe To Larna B Nhi Ata.

Tum To Khush Reh Lo Ge Mere Bin.
Dekho Tumhare Bin To Mujhe Jeena B Nhi Aata
Akelay Jo Dukh Uthatey Ho, 
Yeh Tum Acha Nahi Kartay, 
Humara Dil Jalatay Ho, 
Yeh Tum Acha Nahi Kartay, 

Kaha Bhi Tha Mohabat Hai, 
Mohabbat Hi Issey Rakho, 
Tamasha Jo Banatay Ho, 
Yeh Tum Acha Nahi Kartay, 

Uthatay Ho Falak Tak Tum, 
Humain Saray Mehfil Main, 
Uthaa Kar Jo Giratay Ho, 
Yeh Tum Acha Nahi Kartay, 

Jo Koi Pooch Lay Tumse ke, 
Rishta Kya Hai Abhi Un Sey, 
To Nazron Ko Jo Jhukatay Ho, 
Yeh Tum Acha Nahi Kartay, 

Bikhar Jayen Andheron Main, 
Saharaa Tum To Detay Ho, 
Magar Phir Chorr Jatay Ho, 
Jaagti Raat K Honton Pe Fasaney Jaisy

Ek Pal Men Simat Aaye Hon Zamany Jaisy

Aqal Kehti Hai Bhula Do Jo Nahi Mil Paya

Dil Wo Pagal K Koi Baat Na Maany Jaisy

Raasty Men Wohi Manzar Hen Puraany Ab Tak

Bus Kami Hai To Nahi Log Puraany Jaisy

Aaina Dekh K Ehsas Yehi Hota Hy

Le Gaya Ho Waqt Umron K Khazaany Jaisy

Raat Ki Aankh Se Tapka Hua Aansu "

Makh-Mali Ghaas Pe Moti K Hon Daany Jaisy....!

Kehne Ko Mohabbat Hy Lekin,
Ab Aisi Mohabbat Kya Krni.
Jo Neend Chura Le Aankh0n Se,
Jo Khwab Dikha Kr Phool0n K,
Ta'abir Me Kante De Jaye!
Jo Gham Ki Kali Raat0n Se,
Har Aas Ka Jugnu Le Jaye.
Jo Khawab Sajati Aankh0n Ko,
Aansu Hi Aansu De Jaye.
Jo Mushkil Kr De Jeeney Ko,
Jo Marney Ko Aasaan Kare.
Wo Dil Jo Pyar Ka Mandir Ho,
Wo Yaad0n Ko Mehman Kare.
Ab Aisi Mohbat Kya Krni.?
Jo Umr Ki Naqdi Le Jaye,
Aur Phr Bhi Jholi Khali Ho.
Wo Soorat Dil Ka Rog Baney,
Jo Soorat Dekhi Bhaali Ho.
Jo Qais Bana De Insan Ko,
Jo Ranjha Aur Farhad Kare.
Ab Aisi Mohabbat Kya Krni?
Jo Khushiy0n Ko Barbad Kare...
" Din To Kat Jata Hai Shehar Ki Ronaq Main Sagar...!

"Kuch Log Yaad Bohat Aate Hain Shaam Dhal Jaany K Baad...!

Tabdeeli Jab Bhi Aati Hae Moasam Ki Adaon Mein... 

Kisi Ka Yun Badel Jana Bohat Hi Yaad Aata Hae....!
Tabdeeli Jab Bhi Aati Hae Moasam Ki Adaon Mein...

Kisi Ka Yun Badel Jana Bohat Hi Yaad Aata Hae....!

Haal Poochti Nahi Dunia
Zinda Logon Ka,
....Ghalib......
Chalay Atay Ha Janazy
Py Barat Ki Tarha..
In Poonam Chaand 
Raato'n Mein 

Ek Jaz'b k Aalam Mein Bethy 

Dil Chahta Hy 

Tum Chupke Se 

Band Ker k Meri Aankho'n Ko 

Phir Keh Do 

Haule Haule Se 

*Zara Bhoojho Tou Ye 
Kaun Aaya Hy *
Kaho Ab Kya Kahon Tumse!

Batao Kya Likhon Tumko!

Mujhe Tamheed Do Koi!

Naya Ek Lafz Ho Koi!

Jahan Se Baat Chal Nikle!

K Tumse Baat Karni Hai!

Kaho Ab Kya Irada Hai!

Mujhe Izhaar Karna Hai!

K Tumko Ye Batana Hai!

Tum Aksar Yaad Aatay Ho...!!!

Meri Guzarish
Hai Tm Se,
Nafrato K Dar Se Tm Mohabat Na Chor Deyna,
Aansuon K Dar Se Tm Hansna Na Chor Deyna,
Chahton K RasteY Me Hoti Hai Haar B,
Kanton K Dar Se Tm Chalna Na Chor Deyna,
Jeena Mushkil To Hai Adaawaton K Shehar Me,
MarneY K Dar Se Tm Jeena Na Chor Deyna,
MilneY Se PehleY BichharneY Ka Khof B Ho Ga,
BicharneY K Khof Se Tm Milna Na Chor Deyna,
Jo Tm Ho
Ham'Safar To Manzil B Mil Hi Jaye Gi,
Manzil Se PehleY Tm Saath Na Chor Deyna.
Bohat "ROYA" kary ga Wo, Hijar ki weeran Raaton mein,~~
Hamari Qurbaton k jab, Saharay "CHOOT" jaen gey...!

Recent Comments

Powered by Blogger.